Thoughts

by Jyoti Rawat   Sep 22, 2015


Assma nahi jindagi,
Chand nahi , Taare nahi,
Sara jaha nahi ye jindgi,
Hum kyo use paye,
Jo hai hi nahi jindgi

Hum bhi yahi
Tum bhi yahi
Ek duje ke sath bhi
Or ek duje se door bhi
kyo soche jab chal rahi hai
Ye jindgi

Sune jise sara jahan
Vo kahani hum sunatein hai
Dard jo bike, vo dikhaya,
Aap ke dard se humein kya lena

Jo batein hum ne kahi
vo batein tum ne suni
Ye toh vo dariya hai
Jo thandi hawa
ke sang beh chale

Bato ka jamana
Bato mein aana
Bato ka ho jana
Batein banja
Har baat mein
Ek nahi baat bana

0


Did You Like This Poem?

Latest Comments

More Poems By Jyoti Rawat