Maa ka pyar.

by varsha   Feb 3, 2013


Maa ka rishta hota hain sabse pyara.

Iss rishtey ko nibhatey hain jug sara.

Maa hoti hain mamta ki murat...

Jinki hoti hain chachal surat.

Unki maan sada rakhey hum.

Unki shaan kabhi na ho kum.

Detey hain sabhi unko bhagwan ka naam.

Kyunki hoti hain maa bhagwan ke samaan...

Jinki puja kartey hain hum subah shaam....

0


Did You Like This Poem?

Latest Comments