Hindi poem

by saurabh mishra   Mar 20, 2014


Yaado me tere mujhko ye jiwan bitana hai
Har gam ko sirf ab apna banana hai
Khusia nasib hui na mere jiwan me
Ab na kwahish hai kadwe gam pine me
Hamko to khudkushi karke mar jana hai
Marne se pahle ye ehsas dila jayenge
Jite the tere liye tere liye mar jayenge
Marne se pahle jindgi tere naam kar jana hai
Marke tadap ka apne ham git gayenge
Ane ke tere dil me apnea as jagayange
Marke tadap ka apne har nagma sunana hai
Sun ke khabar maut ki ,tum milne mujhse aogi
Akelepan me apne, tumghut ke mar jaogi
Teri ghutan ko apni dikash awaj banana hai
Ye mera jiwan to ek gam ka pyala hai
Tera to har andaj sabse nirala hai
Teri har ada ko ab ankho me chupana ha

0


Did You Like This Poem?

Latest Comments