Is dil to tod ker, woh muskura ker chal diyai,

by A piece of my broken heart is embedded in you forever   May 11, 2009


Is dil to tod ker, woh muskura ker chal diyai,
Is rooh ke chiraag ko bhuja ker chal diyai,
Is bedardi se hamin tarpa ker chal diyai,
Woh hamare aansoo se apni pyaas bhuja ker chal diyai,
Is kadar behrehmi se sab kuch bhula ker chal diyai,
Hamarai mohabbat ko woh ek mazaakh banaker chal diyai,
Is ke dil ki faryaad ko woh shayri samajh ker chal diyai,
Sachi bewafai ke khaatir, jhooti muhabbat ker kai woh chal diyai,
Laakh roka humnai per woh na ruki,
kuch dair ujaala kerkai, zindagi bhar ka andhera ker kai chal diyai,
Jab bola ke tumhare bina hum adhoore hain, hum jee nasake gain,
Woh muskuraker, moon pher ker chal diyai..........

0


Did You Like This Poem?

Latest Comments

  • 14 years ago

    by Ash

    The poet has suddenly bloomed... With pain springing out from a love so untrue.
    Amazing work!!!