Jab tak tu mere saath hai
zindagi meri aabad hai
tu hi meri taakat hai
tere sang jeena hi mera maksad hai
saaath tere se umeed mili
kabhi na aae koi pareshaaniyaan
ishwar roop mai mujhko yun mili
jab bhi ho koi dikkat mujhe
aawaz teri sambhale mujhe
chahun tera saath zindagi bhar
karta hu bharosa khud se zayada
duaon mai meri pura ho asar
jab tk tu mere saath hai
zindagi meri aabad hai
khuda se yehi dua hai meri
bani rahe hamesha tu meri
kitna anokha ehsaas hai ye
karunga tujhko pyaar hamesha yun hi
chahe mar bhi jau kahin
jab tk tu mere saath hai
zindagi meri aabad hai