AARZOO...

by Shanoo   Feb 28, 2008


Aarzu ye nahi ki gum ka toofan tal jaye,

Fikar to yeh hai ki tumhara dil na bikhar jaye.

Kabhi bhi mujhko agar bhulana chaho tum,

Dard itna dena ki mera dum nikal jaye...

Waqt thoda hai pas mere,

Par bahut kuch abhi karna baki hai,

Vo zkhm jo apno ne diya use abi bharna baki hai,

Teri dosti ki adat see pad gayi hai mujhe,

Kuch der tere sath chlana mera baki hai,

Shamshan chod ke kuch pal ke liye kahi mat jana,

Varna rooh kahegi ruk ja abhi tere yaar ka jalna baki hai

0


Did You Like This Poem?

Latest Comments