Kitne nek arman h m apno bataon kaise
m to samndar ki zamin hu nazar aao kaise..........
Kaash vo dekh paate meri suni aankho n samandar
apne mann m faile glacier ko aaj m dikhao kaise
Vo khwaisho ki dunia ye hakikat ki zamin
dil m bebasi aur palko m nami
apni is ajeeb uljhan ko aj m suljhao kaise
m to samandar ki zamin...............
Bachpan se dekhe the kitne sunehre sapne meine
par ye sapne kabhi sach nhi honge
aaj m khud ko samjhao kaise
m to samundar ki zamin...............
jab aone hi mera sath nhi dete
to sang mera mere jazbaat bhi nhi dete
thukrata hai ye zamana mere majboot hosle ko
is zalim zamane m khud ko sambhal pao kaise
m to samandar ki zamin...............
Rait si sukhi zindgi viran aur pathrili raahen
tamana h ki apno ke jivan m bahar E-Khushiyan laaye
par waqt ke thapedon ko akele jhel paao kaise
m to samundar ki zamin ho nazar aao kaise............