Dil ki Awaz

by Lonely Rider   Apr 24, 2008


Dil ki awaz mei
kho na jana
koi dhundne wala
nahi tujhe
Inn aasuo ko na yu
behne dena
koi rokne wala
nahi inhe
ajeeb khel hai ye dil
dikhlata
kissi se sambhala
nahi jata
tou koi samajh
nahi pata..

0


Did You Like This Poem?

Latest Comments